|
:: Funny SMS ::
|
|
Suno!
Mehsoos
karo,
Badal
ki Garaj,
Bijli
ki chamak,
Barish
ki ek ek bond,
Tum se
Cheekh
cheekh kar
kah
rahi hai,
"Ab to
naha lo"
(Sender = SP)
|
|
Marne
par humain janat mile na mile,
ye hava ye fiza mile na mile,
SmS karne main kasar mut chorna
maloom nahi opar jaa kar mobile mile na mile
(Sender = SP)
|
|
Shaadiyon
main khana khane k 2 golden rules:
# 1- pehli bari
is tarhan khao k dosri bar milega nahi.
# 2- dosri baar is tarhan khao k pehli bar khaya nahi.
(Sender = SP)
|
|
marne k baad humare
naseeb main jannat ho na ho,
ye hawa ye fiza ho na ho,
aye dost zinda hai tab tak to sms bhejo,
kiya pata humari qabar mein network ho na ho.
(Sender = Shahid Ali)
|
|
subha uth k sab se pehle
Allah se dua kiya karo
kyon k tmhain zinda rahna hai.
phir naha liya karo,
kyon k dosrn ko bhi zinda rahna hai.
(Sender
= Shahid Ali)
|
|
U.S.A ne bridge banaya jo 2 cities ko milta
hai,
U.K ne bridge banaya jo 2 countries ko milata hai,
Pakistan ne karachi main bridge banaya
jo direct Allah se milata hai.
(Sender = Zaibi)
|
|
Kiya lekar aaye tahe
kiya lekar jao gaye?
mujhe sms nahi kar k kitne paise bachao gaye,
aitne paise bacha kar kiya MOBILE main CNG lagwao gaye.
(Sender = Shahid Ali)
|
|
Jangle main mangle tere he dum se,
sab ne ye show machaya hai,
wah re bandar teri qismat.
aaj tujhe ek insan ka SMS aya hai.
(Sender = SP)
|
|
"Ramzan Offer"
Free sehri.
Free iftar.
Free tea.
sab kuch ek saath.
just visit.
"Abdullah Shah Ghazi Mazar".
and enjoy unlimited offers.
jaldi jao
|
|
Humare sms se log samjhte hain k
humain aadat hai paise uraneki,
lekin woh nadaan kiya samjhain?
k ye bhi ek ada hai kanjoson ko sharam dilane ki.
(Sender = Shahid Ali)
|
|
Page
1- 2 -
3 - 4 -
5 - 6 -
7 - 8 -
9 - 10 -
11 - 12 - 13 -
14 -
15 - 16 -
17 - 18 -
19 |
|
|
|
|